Kal mai bus mai travel kar raha tha🚌🚌 Tabhi maina apni gf ko bus stop pai dekha wait karta huya🚫🚫.Maina ussa call kiya and pucha kidar hai woh woh boli ki woh ghar pai hai.Maina phir apna phone nikla aur pics click karna laga.Mai bus sai utar kai chupp gaya side pai.And pics click karta gya phir mera best friend aaya udar and uss nai usko hug kiya.Mai abb video bannai laga maina dusra phone sai usko call ki usna bola ki woh toh mall mai shopping kar raha hai.Muja bhut gussa aaya maina proof check karna kai phone unlock kiya toh.Meri pairo tala zameen nikal gayi. Dekh toh bc gcam crash ho gaya sab pics processing hdr+ pai attak gai. I need suggestions abb kya karu. gcam kai issue hai ya rom ka Ploxx batao.